Skip to main content

Posts

Main Zindgi Se sikhta Raha

दर्द कागज़ पर मेरा बिकता रहा मैं बैचैन था रातभर लिखता रहा !! छू रहे थे सब बुलंदियाँ आसमान की मै सितारों के बीच, चाँद की तरह छिपता रहा !! दरख़्त होता तो, कब का टूट गया होता मैं था नाज़ुक डाली, जो सबके आगे झुकता रहा !! बदले यहाँ लोगों ने, रंग अपने-अपने ढंग से रंग मेरा भी निखरा पर, मै मेहँदी की तरह पीसता रहा !! जिनको जल्दी थी, वो बढ़ चले मंज़िल की ओर... मै समुद्र के राज गहराई के सीखता रहा !

Yes You Love Me

Yes You Love me... Ha sach Main You love me.. Tera yu khud se door rakhna mujhse bhi ek pyar hai... nahi karna chahti mujhe aur jyada hurt.. har baar mujhe na kehna ab tere bas ke bahar hai... Main tujhse karta hu pyar kitna Itna to tu bhi smajhdaar hai.. ha isliye kehta hu, ha tumhe mujhse pyar hai.. Us din mujhe rote dekh ke teri awaz dhire ho jana ha wo bhi pyar hi tha mere kuchh na kehne par bhi sab kuchh samjh jana bhi to pyar hai.. mujhe samne ab dekh na pana bhi to pyar hai.. yu kaun kaha kisi se pyar nibhata hai.. isiliye to tum par har din se jyada agle din pyar ata hai.. ha wo last bar tere samne exam ke din ana sirf tha last baar tumse milne ka bahana.. janta tha waise na milogi tu mujhse.. door jana jaati thi tu mujhse kabse.. log kehte fir kaisa pyar jo yu khafa ho mujhse... Maine bhi keh diya unse jo dil me mere liye tumhare.. Kyu kahaogi tum sabse.. samajhna jaruri hai mera samjh gya hu.. ha tu pyar to humesa karegi mujhse .....

Ek Bhool Aisi Bhi

"Insaan, Ghar badalata hai ...  Libaas badalata hai .. Rishte badalata hai ...  Dost badalata hai .... Phir bhi pareshaan kyon rehta hai ....  Kyon ki woh khud ko nahi badalata " .... Isiliye to Mirza Galib ne kaha tha: "Umer bhar Ghalib yahi Bhool Karta raha,  Dhool Chehre pe thi, aur Aina saaf karta raha"...

I have lost Myself - Khud ko kho diya humne

Khud ko kho diya humne, Apno ko pate pate Log   kehte hai hum mushkurate both hai, Aur hum thak gaye hai gum chhupate chhupate Khush hu aur sabko rakhta hu.. Laparwah hu fir bhi sabki parwah karta hu Malum hai koi mol nahi mera Fir bhi kuchh anmol logo se rishta rakhta hu Kya hua agar zindgi me hum tanha hai.. Lekin itni ehmiyat to duniya me bna rakhi hai ki Mela lag jayega us din shamshan me Jis din hum chle jayenge aasman main.

Ek haqikat

"Insaan, Ghar badalata hai ... Libaas badalata hai ..... Rishte badalata hai ... Dost badalata hai .... Phir bhi pareshaan kyon rehta hai .... Kyon ki woh khud ko nahi badalata " .... Isiliye to Mirza Galib ne kaha tha: "Umer bhar Ghalib yahi Bhool Karta raha, Dhool Chehre pe thi, aur Aina saaf karta raha"...

Bewafai to sab karte hai but tu to samjhdar thi tu kuchh aur kar leti..

Bewafai to sab karte hai but tu to samjhdar thi tu kuchh aur kar leti.. Kitno ko dekha hai maine wade karte hue.. Kuchh jhute khwab sajate hue.. Par tu to aisa na karti tu to samajhdar thi.. Kuchh log mohabbat khel smjhte hai.. Kuchh dil behlane ka jaria.. Kuchh ko chaht hoti hai kuchh pane ki.. Har kisi ka hota hai alag nazariya.. Kuchh yuhi badalte rehte hai rishte jaise bikte ho ye bazar main.. Kuchh dil badal lete hai apna..  Kuchh badal dalte hai dil behlane wala..  Par tu to aisa na karti tu samajhdar thi.. Kaun kehta hai kuchh baten thik nahi ho sakti.. Kaun kehta hai ki insan badal nahi sakta.. Bas ek lagan aur jajba hona chahiye.. Arey yr wahi duniya hai jisme har koi kehta hai.. ki har chij ki hai sambhawta..  Yu jhute khwab dikhate hai kuchh.. Kuchh khud hi jhute ban jate hai.. Kuchh khud ko jhuta batate hai.  To kuchh badi shan se jhut apnate hai.. Par tu to kuchh aur karti.. tu samjhdar thi. ..  ...