Skip to main content

Ek haqikat

"Insaan, Ghar badalata hai ... Libaas badalata hai ..... Rishte badalata hai ... Dost badalata hai .... Phir bhi pareshaan kyon rehta hai .... Kyon ki woh khud ko nahi badalata " ....

Isiliye to Mirza Galib ne kaha tha:

"Umer bhar Ghalib yahi Bhool Karta raha, Dhool Chehre pe thi, aur Aina saaf karta raha"...

Comments

Popular posts from this blog

Kabhi kabhi yuhi jaga rehta hu main

Kabhi kabhi yuhi jagah rehta hu main Kabhi kabhi yuhi jagah rehta hu main Sona to chahta hu par ankhe band karte hi tujhe dekhta hu mai Zindgi me sab sahi hai chal raha Bas tera khyal hi dil se nahi nikal raha Khush bhi reh leta hu main Par haste haste yuhi chup sa bhi ho jata hu main Na sochu to bhi tumhe sochta hu Har jagah tumhe dekhna chahta hu main Koshish lakh karta hu tere khyal na lane ki Par te chahat hai ki jaati hi nahi tujhe paane ki Yaad aate hai jab wo purane pal bas mukurata rehta hu main Sona chahta hu par tere khyalo me jagta rehta hu main Kabhi kabhi yuhi jagta rehta hu mai Kabhi kabhi yuhi jagta rehta hu main

10 Signs I am in love with You

  Ten sign I am In Love with You 10 Signs I am in Love With You Manoj Joshi