Skip to main content

Posts

Showing posts from February, 2019

Teri surat par nahi teri seerat Par mar gaye hum

Teri Surat par marne wale boht honge Teri Tarife karne wale boht honge beshak khubsurat ho tum par sirf teri sheerat par marne wale hum honge na dekha tujhe saalo se, par dil me ek tasveer aaj bhi basi hai tum soch rahi hogi tere husn ki dastan hogi, par teri seerat ki ek khubsurat sej saji hai na dikho tum mere liye teri awaz me sukun hai agar awaz bhi na do to ek message bhi ek mithi dhun hai log chahte honge apne safar me tujhe humsafar banane ko mere liye to jaha meri zidndgi ka safar khatm ho waha tera ehsas hi kaafi hai nahi hu teri jawani ka diwana, nahi hu tere yowan ka lalachi bas tere hone ka ehsas ho zindgi me bas itna hi hai mere liye kafi hai har wakt bhagte rehna mujhe pasnd nahi tujhse tujhe paane ko ladna mujhe pasand nahi jo khud mujhe hai chahte pta nahi kyu mujhe pasand nahi har baar apna pyar mujhe jatate hai, par mujhe pasand nahi jujhe jab maine paya ek nayi zindgi mili thi shayd isse pehle meri zindgi aisa kuchh nahi hua tha 12 saal boys s

saal gujarte jaate hai teri yaad fir bhi aati hai

 saal gujarte jaate hai teri yaad fir bhi aati hai saal gujarte jaate hai teri yaad fir bhi aati hai 2010 main shuri hui thi ek kahani thodi meethi thodi namkeen si baten har pal ek dusre ko dekhni ki chahten college  sirf jana tujhse milne ke liye classes bunk karna tere pas baithne ke liye yuhi paidal chal dena door door tak hatho me hath dale rehna, tera stand na aajata jab tak bairsh ki boondo se khelna, thehre paani me uchhlna tere door jaane tak, bar-bar mud-mud ke dekhna wo bus se jaane ka jamana, street me khde hoke samose khana kabhi ruthna kabhi manana thodi thodi der me call milana ek dusre ki jarurat ban jana shyad isiliye.... saal gujarte jaate hai teri yaad fir bhi aati hai saal gujarte jaate hai teri yaad fir bhi aati hai