Tera yuhi aage badhna ek khwab tha mera
khushi hai bahut tune chalna shuru kiya
Tere kadam na pade kabhi kamzor
Har pal bas dua me bhagwan se ye mangna hai mera
sunta hu tere aage badhne ki khabre kisi se
To kuchh kehta nahi us samay unse
Kya kahu unse jab wo samjhte hi nahi kitni mohabbat hai tumse
Bas dua karta hu rab se, yuhi rasta dikhata rahe tumhe chahe kitna bhi door hu me tumse
Khushnaseeb hu jo maine tujhe kuchh palo ke liye hi sahi
maine apni zindgi me paya
khushnaseeb hu me ki tera name main kabhi nahi bhul paya
khushnaseeb hu me ki tujhe dil se nahi nikal paya
khushnaseeb hu me tujhse alag hoke bhi tujhe itne karib paya

Comments
Post a Comment