Nafrat aur mohabbat me sirf itna fark hota hai..
Jab tak mohabbat hai tumhari har buri baat b achhi lagti hai.. Aur nafrat me har achhi baat ka natiza b bura hota hai..
Tujhse door hu par tujhe khud k pas hi rakha hai Rehne ko hazaro k bich rehta hu par sirf tujhe apne dil wich rakha hai Ek teri tasvir nahi badalati mere dil me, Ek meri taqdir nahi badlti tere dil me. Yu to shanti boht hai meri zindgi me Par tere sath ladne ke baad bhi tere sath rehne wala sukun ab nahi Yu to boht kuchh pata chla ja raha hai zidgi me Bas tujhse door hu yahi sabse bura hai meri zindgi me Thodi si baaten karlu tujhse Thoda sa dekhlu tujhe samne se haste hue Thoda sa paidal chal lu bas yahi to chaha hai tujhse Kyuki ek teri tasvir nahi badalti mere dil me Ek meri taqdir nahi badalti tere dil me
Comments
Post a Comment