ek pal hi to na mila dhundne se fir waqt se me kya mang karta?
jab tu hi nahi tha sath mere to kya kismat ko iljam karta?
tum bhi kahte ho mere pas sab kuchh h bs waqt ki kami h
isliye me bhi baitha hun akela honthon par hansi par aankhon me nami h
jo tere bare me khas h us baat ko tu mere liye aam kar de
tu de chahe mujhe kuchh bhi na bs apna ek pal mere naam kar de
Kabhi kabhi yuhi jagah rehta hu main Kabhi kabhi yuhi jagah rehta hu main Sona to chahta hu par ankhe band karte hi tujhe dekhta hu mai Zindgi me sab sahi hai chal raha Bas tera khyal hi dil se nahi nikal raha Khush bhi reh leta hu main Par haste haste yuhi chup sa bhi ho jata hu main Na sochu to bhi tumhe sochta hu Har jagah tumhe dekhna chahta hu main Koshish lakh karta hu tere khyal na lane ki Par te chahat hai ki jaati hi nahi tujhe paane ki Yaad aate hai jab wo purane pal bas mukurata rehta hu main Sona chahta hu par tere khyalo me jagta rehta hu main Kabhi kabhi yuhi jagta rehta hu mai Kabhi kabhi yuhi jagta rehta hu main
Kabhi khyal me lana us shaksh ko jo bin wajah tumhe chahta raha.. Kya hota hai sacha pyar na kehte hue bhi btata raha.. Chehra dekh ke lakho ajate hai zindgi me.. Wo khud ka chehra logo se chhupata raha..
Comments
Post a Comment