Skip to main content

Kabhi kabhi yuhi jaga rehta hu main


Kabhi kabhi yuhi jagah rehta hu main


Kabhi kabhi yuhi jagah rehta hu main
Sona to chahta hu par ankhe band karte hi tujhe dekhta hu mai

Zindgi me sab sahi hai chal raha
Bas tera khyal hi dil se nahi nikal raha

Khush bhi reh leta hu main
Par haste haste yuhi chup sa bhi ho jata hu main

Na sochu to bhi tumhe sochta hu
Har jagah tumhe dekhna chahta hu main

Koshish lakh karta hu tere khyal na lane ki
Par te chahat hai ki jaati hi nahi tujhe paane ki

Yaad aate hai jab wo purane pal bas mukurata rehta hu main
Sona chahta hu par tere khyalo me jagta rehta hu main

Kabhi kabhi yuhi jagta rehta hu mai
Kabhi kabhi yuhi jagta rehta hu main

Comments

Popular posts from this blog

10 Signs I am in love with You

  Ten sign I am In Love with You 10 Signs I am in Love With You Manoj Joshi

Love-Poem

Manoj Joshi