Teri Surat par marne wale boht honge Teri Tarife karne wale boht honge beshak khubsurat ho tum par sirf teri sheerat par marne wale hum honge na dekha tujhe saalo se, par dil me ek tasveer aaj bhi basi hai tum soch rahi hogi tere husn ki dastan hogi, par teri seerat ki ek khubsurat sej saji hai na dikho tum mere liye teri awaz me sukun hai agar awaz bhi na do to ek message bhi ek mithi dhun hai log chahte honge apne safar me tujhe humsafar banane ko mere liye to jaha meri zidndgi ka safar khatm ho waha tera ehsas hi kaafi hai nahi hu teri jawani ka diwana, nahi hu tere yowan ka lalachi bas tere hone ka ehsas ho zindgi me bas itna hi hai mere liye kafi hai har wakt bhagte rehna mujhe pasnd nahi tujhse tujhe paane ko ladna mujhe pasand nahi jo khud mujhe hai chahte pta nahi kyu mujhe pasand nahi har baar apna pyar mujhe jatate hai, par mujhe pasand nahi jujhe jab maine paya ek nayi zindgi mili thi shayd isse pehle meri zindgi aisa kuchh nahi hua tha 12 saal boys s...
A Great feeling.