"Insaan, Ghar badalata hai ... Libaas badalata hai .. Rishte badalata hai ... Dost badalata hai .... Phir bhi pareshaan kyon rehta hai .... Kyon ki woh khud ko nahi badalata " .... Isiliye to Mirza Galib ne kaha tha: "Umer bhar Ghalib yahi Bhool Karta raha, Dhool Chehre pe thi, aur Aina saaf karta raha"...
A Great feeling.